Sunday, January 29, 2012

Chahat

pta nhi aisa kyu hota hai- jab bhi hum kisi cheez ko dil se pana chahte hai to uske milne ki umeed kam si hoti jati hai...

aur jab hum saari umeede chod kar, us chahat ko bhul jana chahte hai
ya bhul hi jate hai ,tab zindagi us se bhi behter kuch hmari jholi me 
la kar rakh deti hai......

ae zindagi, agar tera ye khel hai hai, to kuch naya khel soch kyuki tera ye khel ab meri samaj me ane laga hai. :)

Update (Feb 18,2012 onwards):
Now I feel ki jab bhi mai intazaar krke thak jati hu aur us cheez ka craze itna khatam ho jata hai ki ultimately I actually start hating it like anything, tabhi vo cheez muje milti hai. As a result of which it not only become near to impossible to live it, but rather it become difficult to even enjoy it. Does this mean that I should not wish anything ever in my life...!!

3 comments:

  1. "Ajeeb hai yeh Zindagi bhi
    waqt ke saath manzil badal deti hai
    Yun hi nahi nibhti yeh zindagi
    Girr ke uthho tabhi Akal deti hai" :)

    ReplyDelete
  2. apni hi zindagi ko samajhne ne me puri zindagi lag jati hai,
    auro ki zindagi ka kya hisaab rakhe...

    ReplyDelete